Anytime Motivation 8 rules

HAMESHA MOTIVATION KA 8 RULES 


1) challenge:- life me koi vi problems aye usko challenge lekar kaam krna parega.


2) Opportunity (সুযোগ ):- sabko opportunity milte hai zindegi me kuch krne ke liye. Jo opportunity ko pehchante hai,  wo age barte hai aur jo opportunity ko nehi pehchante hai wo piche reh jate hai. Aap  opportunity ko miss na kare...mehnat krte rahe.


3) Encouragement (অনুপ্রেরণা):- Aapki life me  kuch krne ke liye kisi na kisi ka encouragement  hona bahut jaruri hai.
Sab kuch krna chahte hai, aapne life me. Par sahi encouragement na hone ka karon piche rehte hai. Life me vese koi bajah dundh lo jo aapko encouragement krte hai.


4) Rewards (পুরস্কার):- Sab rewards pana chahte hai, apne life me. Jab vi koi insan achha kaam kre to usko reward de..  Reward miltei uska josh aur junu bar jate hai. Wo motivated rehte hai kaam pe.


5) Goal (লক্ষ্য):- Goal insan ko motivation dete hai. Koi vi kaam kre to goal banakar kare. Q ki goal rahega to kaam krne me maza ayega. Aap chahe koi vi kaam kre,  goal hona important hai.


6) Supportive Peers (সহায়ক পিয়ার্স):- Kuch vi kare supportive peers se kare. Apne mon se kare.


7) Friendly Environment (বন্ধুত্বপূর্ণ পরিবেশ):- Koi vi insan ho hamesha kuch vi kare,  friendly mentality me kaam kre. To hamesha motivation me rahoge. Iske liye aap aapne aap ko vese environment me dale,  log aap ko dekh kar motives rahe.

8) Determination (নির্ধারণ):- Kuch vi  apna dharyo bana kar kare.. isme aapka motivation barta hai. 

Comments

Popular posts from this blog

Famous women are offering eight tips to overcome failure and succeed in life

নিজেকে নিয়ন্ত্রন করতে পারলেই সফলতা